Judul lagu : mere mehboob mere sanam
Judul film : duplicate
Penyanyi : udit narayan,alka yagnik
Pemeran : shahrukh khan,Juhi Chawla
Sonali Bendre
Farida Jalal
Kab maine ye socha tha
Kab maineye jaana tha
Kab maine ye socha tha
Kab maineye jaana tha
Tum itna badal jaoge
Tum itna mujhe chahoge
Tum itna pyaar karoge
Tum yoon ikraar karoge
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Kab maine ye socha tha
Kab maineye jaana tha
Tum itna badal jaoge
Tum itna mujhe chahoge
Tum itna pyaar karoge
Tum yoon ikraar karoge
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin
thi
Saanson mein jo garmi hai pehle to nahin
thi
Pehle to na yoon chhayi thi zulfon ki
ghatayein
Pehle to na yoon chhayi thi zulfon ki
ghatayein
Pehle to na yoon mehki thi aanchal hi
havayein
Pehle to na aati thi tumko ye adayein
Aaj kitne haseen hai sitamb
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Tum par mere pyaar ka jaadu pehle to
nahin tha
Dil jaisa hai beqaabu pehle to nahin tha
Pehle to nahin hoti thi yoon yaar ki baatein
Pehle to nahin hoti thi yoon yaar ki baatein
Hairaan hoon main sunkar sarkaar ki
baatein
Ikraar ki baatein ya inkaar ki baatein
Baat chhedi to hai kam se kam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Kab maine ye socha tha
Kab maineye jaana tha
Tum itna badal jaoge
Tum itna mujhe chahoge
Tum itna pyaar karoge
Tum yoon ikraar karoge
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Ho mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Tidak ada komentar:
Posting Komentar